Kho diya tumhe jo..
kho diya mene tumhe jo mera ho bhi na paya.. sirf 1 aheshan ban kar pass aaya or chala gaya kahi dur .
pata nahi kyu aaya tha tu or kyu dur chala gaya...
pata nahi kya kiya mene ki to aheshas main bhi pura na ban paya..
na kisi ko tere aane ki khabar lagi or na chale jane ka aheshas hua... bas paya to mene tha or kho bhi mene hi diya... muje maf kar de bacha m nahi rakh pai tera dhan chala gaya tu dur pass aa kar mere.. or m khuc nahi kar pai...

Comments
Post a Comment